NEFT KYA HAI
![]() |
NEFT kya he ? |
NEFT kya hai
aj hum paise bhejne ke liye NEFT, RTGS, IMPS, UPI ka use karke india me kisiko bhi paise bhej sakte hai in transaction ke liye kitna samy lagata kaise hote hai transaction aj hum jan lengeNEFT KYA HAI ?
NEFT(nationl electronic fund transfer)NEFT ka full form national electronic fund transfer hai neft ki madat se india me bank to bank paise bhejne ke liye use hota hia NEFT ki shuruvat RBI ne 2005 se hui hai aj india me lagbhag sabhi bank NEFT ka use kate hai, NEFT me paise transfer real time na hokar hourly batches me hota hai agar hum RTGS, IMPS, UPI ke mukable NEFT slow kam karta hai, NEFT me paise bhejne ke liye jis person ko paise bhejne uska naam, IFSC and BRANCH ADDRESS CODE, BANK ACCOUNT NUMBER, ke madat se paise bhej sakte ho.
NEFT WORK KAISE KARTA HAI
NEFT me paise transfer hone me sadharn 2-4 ghante lagte hai, NEFT me apko paise bhejne ke liye online transfer ke 25lac ki limit(HDFC) hai or branches se paise bhejne ke liye koi maximum limit nahi hai NEFT se paise transfer karne ke liye jis person ko paise bhejane uska bank account no ifsc code brache address ke madyam se online net banking ya bank me jakar neft ka form bharkar paise transfer kar sakte hai. NEFT 2 tarike se kiya ja sakta hai online net banking se or bank ne jakar.Online net banking
Net banking ya mobile banking se agar app kisiko paise bhejana chate hoto to NEFT me apko jis person ko paise bhejane he usko beneficiary ke rup me jodna hota hai iskeliye apko add new beneficiary me jakar bank account number, ifsc and branch address code he sab detail bhar kar add karna hota hai , add karne ke baad app neft option chunkar paise bhej sakte ho.Bank branch me jakar
agar aap nfts bank me jakr kar rahe ho to apko neft ka form barna padta he jisme apko jise paise bhejne uska naam bank account number ifsc and branch address code detail ki jarurth padti hai
NEFT settlement timings
neft bank sabhi working days me work karta hai agar time ki bat kare to 8am-7pm tak 23 half hourly batches me hota hai.our second and fourth Saturdays, Sunday and holiday ko settlement nahi hota.agar transaction me kisi karn deri hui to wo transaction agle din working hours me complete hojata hai.
Credit card vs debit card hindi me
Neft ke advantage
1. Email or sms suvidhase se credit confirmation jan sakte ho2.online net banking se ghar bhaite paise bhej sakte ho
3.paise bhej rehe person or labarthi ko physical cheque or dimand draft bhejne ki jarurat nahi hai
4.labarthi ke bank account me paise safe tarike ate hai.
NEFT fund transfer charges
10000 rupay ke liye =2.5+GST10000 rupay se uper lekin 1lac se kam=5+GST
1lac se uper transaction 2lac tak=above15+GST
2lac se uper transaction ke liye=25+GST
neft fund transfer charge jo kam jadha ho sakte hai isliye app RBI ke official site me jakar check karwa le
Nice post brother, I have been surfing online more than 3 hours today, yet I never found
ReplyDeleteany interesting article like yours. It is pretty worth
enough for me. In my view, if all web owners and bloggers made good content
as you did, the internet will be much more useful than ever before.
There is certainly a lot to know about this issue.
I love all of the points you’ve made. I am sure this post
has touched all the internet viewers, its really really good post on building up new weblog.
Gyan Hi Gyann